Top 10 Sharabi Jokes

1.
Ek sharabi ne kuchh jyada hi pili. Kisi tarah wo ghar pahuncha aur tala (lock) kholne laga. 

Nasha jyada hone ke karan wo chabi ko tale me nahi laga pa rha tha.

Tab wahan se gujar rhe ek aadmi ne kaha : Lao me khol deta hun.

Sharabi : Khol to me lunga. Aap to bas ye darwaza pakad lo.

2.
Ek sarabi train ki patri par so gya.

Aadmi : Train aayegi to mar jaoge.

Sharabi : Saale, abhi uper se aeroplane gya tab to kuchh nahi hua.



3.
Daaru ki wajah 

0 comments:

Post a Comment