Whatsapp Love Status In Hindi 1

1. Tarash gaye hain tere muh se kuchh sunne ko hum, pyaar ki baat na sahi koi shikayat hi kar de..

2. Har koi poochta hai kya karte ho tum ?? Jaise mohabbat koi kaam hi nhi hai....

3. Bazar ke rano mein rangne ki jarurat nhi mujhe, kisi ki yaad aate hi gulabi ho jata hai ye chehra...

4. Saara Badan ajeeb si khushbu se bhar gya, Shayad tera khyal had se gujar gya...

 5. Sauda aisa kiya hai tere khwabo ne meri nind se, Ya to dono aate hai ya koi nahi aata...


6. Sochta hun har kajaz par teri taareef karu, Phir khyal aaya kahi padhne wala bhi tera deewana na ho jaaye...

7. Uski har shikayat deti hai mohabbat ki gawahi, Warna ajnabi se kon har baat par takrar karta hai...

8. Tu mile na mile ye alag baat hai, Me koshish bhi na karu ye galat baat hai...

9. Sochte hain apni jaan use muft me hi dede, Itne masum kharid dar se kya lena dena...

10. Mohabbat me jhukna koi ajeeb baat nahi, Chamakta hua suraj bhi to dhal jata hai chand ke liye...


0 comments:

Post a Comment