Recent Posts

Aapke Aane Se Zindagi Kitni Khubsurat Hai

Aapke aane se zindagi kitni khubsurat hai,
Dil mein basai aapki surat hai,
Door mat jana humse kabhi bhi bhool kar,
Hume har kadam par aapki jarurat hai...

आपके आने से ज़िन्दगी कितनी खुबसूरत है,
दिल में बसी आपकी सूरत है,
दूर मत जाना हमसे कभी भी भूल कर,
हमे हर कदम पर आपकी जरुरत है...

Top 10 Sharabi Jokes

1.
Ek sharabi ne kuchh jyada hi pili. Kisi tarah wo ghar pahuncha aur tala (lock) kholne laga. 

Nasha jyada hone ke karan wo chabi ko tale me nahi laga pa rha tha.

Tab wahan se gujar rhe ek aadmi ne kaha : Lao me khol deta hun.

Sharabi : Khol to me lunga. Aap to bas ye darwaza pakad lo.



Raat Hui Jab Shaam Ke Baad

Raat hui jab shaam ke baad,
Teri yaad aai har baat ke baad,
Humne khamosh rahkar bhi dekha,
Lekin teri yaad aai har saans ke baad...


रात हुई जब शाम के बाद,
तेरी याद आई हर बात के बाद,
हमने खामोश रहकर भी देखा,
लेकिन तेरी याद हर साँस के बाद....


Pal Pal Ke Riste Ka Wada Hai Aapse

Pal pal ke riste ka waada hai aapse,
Apna pan kuchh itna jyada hai aapse,
Na sochna ke bhool jayenge aapko,
Zindagi bhar chahenge ye wada hai aapse...



पल पल के रिश्ते का वादा है आपसे,
अपना पन कुछ इतना ज्यादा है आपसे,
ना सोचना कि भूल जायेंगे आपको,
ज़िन्दगी भर चाहेंगे ये वादा है आपसे...